With My Wife's Permission

Friday, January 19, 2007

Mehdi Hassan - Youn Zindagi Ki Rah mein

Mehdi Hassan's 'Youn Zindagi ki raha mein'

Youn Zindagi ki raha mein
Youn Zindagi ki raha mein takara gaya koin
Ek roshaniee andherein mein bhikaragaya koin
Youn Zindagi ki raha mein takara gaya koin

Wo hadasa, wo pehli mulakat kya kehein
Kitani ajaab thae sooratein halaat kya kehein
Wo kaher, Wo gazab, Wo jaffa mujko yaad hai
Wo uski berukhi ki adaa mujhein ko yaad hai
Mitatha nahin hain zehn-se, youn chagaya koin

Youn Zindagi ki raha mein takara gaya koin

Pehele wo mujhko dekh kar, barham si hogayi
Pehele wo mujhko dekh kar, barham si hogayi
Phir apanae hi haseen khayaloan mein khogayi
Bechargi pein meri, usae rehem aagaya
Shayaad mere tadapnae ka andaaz aagaya
Sasoan sein bhi karib, mera aagaya koin

Youn Zindagi ki raha mein takara gaya koin

Ab usae dileya tabah-ki halaat na puchiyae
Ab usae dileya tabah-ki halaat na puchiyae
Benam aarazoo ki lazzat na puchiyae
Ek ajnabi tha rohoon ka, armaanae bangya
Ek hadasa tha pyar ka, unvawne bangya
Manzil ka rastha mujhe dhikla gaya koin


Youn Zindagi ki raha mein takara gaya koin
Ek roshanien andherein mein bhikaragaya koin
Youn Zindagi ki raha mein takara gaya koin

0 Comments:

Post a Comment

<< Home